ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil mein hoga har ghar mein hoga
dasht mein hoga gulzar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
sayyada zainab ki ye aza hai
fatema zahra ki ye dua hai
zainul eba ke dil ki sada hai
ham ye dile zawwar mein hoga hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil mein hoga har ghar mein hoga
dasht mein hoga gulzar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
laashe pe shah ke zainab ka wada
dekhegi duniya ab ye nazara
ai mere bhaiya matam tumhara
shaam ke khooni darbar mein hoga hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil mein hoga har ghar mein hoga
dasht mein hoga gulzar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
ham ye tumhara maula bhoola na zamana
har ghar saja hai ye tumhara azakhana
sog tumhara jari rahega
matam ye sare sansar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil mein hoga har ghar mein hoga
dasht mein hoga gulzar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
zahoore mehndi jis roz hoga
manzar wo kitna pursoz hoga
member pe hoga waris hamara
matam fir unki sarkar mein hoga hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga
har dil mein hoga har ghar mein hoga
dasht mein hoga gulzar mein hoga
ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
ye to masoom ka matam hai kam na hoga