๐คฒ ANJUMAN-E-ZULFEQARE HAIDERI-MAHOLI
เคนिเคจ्เคฆी เคฎें เคชเคข़เคจे เคे เคฒिเค ๐เคฏเคนां เค्เคฒिเค เคเคฐें
๐️ parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab ๐️
ghar se bahar bhi na aane wali aayi bazaron me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
jisne baba se chhuraye the kayi bar aseer
qaidi azad karane wali aayi bazaron me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
jalte khaimo se utha layi Abbas ke baad
ali abid ko bachane wali aayi bazaro me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
deen ki khatir ye bibi salaar bani
ban ke Abbas dikhane wali aayi bazaro me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
apne sine pe sakina ko zindano me
baad bhai ke sulane wali aayi bazaro me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
nange sar padhti rahi khutbe bazaron me
qasre dushman ko hilane wali aayi bazaro me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
jisko suraj ki kiran ne bhi nahi dekha tha
aasma ko bhi rulane wali wali aayi bazaro me zainab
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab
kufi aur shami bhi sare gaye ye maan "johar"
azmate deen ko badane wali aayi bazaro
parda duniya ko sikhane wali aayi bazaro me zainab