Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar

Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar

Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar Noha ek aisi adabi aur jazbaati riwayat hai jo Islam ki azadari ka aham hissa hai. Iska m...

Saturday, June 28, 2025

Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

๐Ÿคฒ ANJUMAN-E-ZULFEQARE HAIDERI-MAHOLI

เคนिเคจ्เคฆी เคฎें เคชเคข़เคจे เค•े เคฒिเค ๐Ÿ‘‰เคฏเคนां เค•्เคฒिเค• เค•เคฐें

๐Ÿ•Š️ Dakhil Jo Madiny Mein Huye Ahl E Madina ๐Ÿ•Š️

Jaty Huye Kuch Aur Thy Ab Kya Hai Qareena
Na Akbar O Abbas Na Hum Raah Sakina
Aur Gham se Har Ek Bibi Ka Labraiz Tha Seena


Jab Ghar Ky Qareeb Aa Gai Kunbay Ki Sawari
Sughra Ny Jo Dekha To Yeh Ro Ro Ky Pukari
Amma Amma






Haye Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Kya Pooch Liya Sughra Tune

Sab Kuch To Ayan Hai Chehry se

Ly Dekh Safaid Ye Bal Mery

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amman Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amman Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Jise Jan se Pyara Kehti Thi

Din Jis Ky Liye Tu Ginti Thi

Begoro Kafan Hai Baba Tera

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Jis Kunbe Ko Tu Poochti Hai

Wo Karbobala Ki Khak Hua

Sab Chand Chupy Karbal Mein Tery

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Wo Aik Zaeef Jawan Jo Hai

Pehchan Ise Sajjad Hai Yeh

Ise Shaam Ki Galiyan Mar Gayi

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Wo Asghar Jo 6 Maah Ka Tha

wo Bhi Na Raha wo Bhi Na Raha

Maa Dhoop Mein Baithi Roti Hai

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Jab Sham E Ghareeban Aayi Thi

Zainab Py Badi Tanhai Thi

Ghar Jalta Tha Chhinti Thi Rida

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai


Sughra

Darti Thi Andhery se Jo Bahut

wo Bali Sakina Teri Bahen

Ab Tak Hai wo Zindan Mein Sughra

Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai

Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai




Sughra
Allah Sughra se Utha Ho Ga Kiun Kar
Ai Sarwar Ai Rehan Ye Gham
Jis Waqt Phuphi Ny Ro Ky Kaha
Mat Pooch Kahan Hai Ab Kunba


Amma Achi Amma Mera Kunba Kahan Hai
Amma Achi Amma Mera Baba Kahan Hai