हिन्दी के लिए 👉यहां क्लिक करें
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
dekho mazare fatema kitna Udas Hai
ya mazlooma, ya masooma ya zahra
ya mazlooma, ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
dekho mazare fatema kitna Udas hai
Bas Ek Nishane Sang Hai Turbat ke Pass Hai
mehroom chumnay se bhi Har Haq Shanas Hai
Bol ai zamane dega Bhala kya Jawab Tu
mahshar me mustafa ke Jab Ayega Roobru
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Allah re Ye fatema zahra ki Bekasi
Ek Shamma bhi Jalny ko Aata Nahi koi
Tanha Hai Ek goshy main Beti Rasool ki
charoo Taraf madine main Phaili Hai Roshni
Tooty Huye mazar se Lepti hai Bekasi
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Bol ai zamane kya Tery daman me kuch Na Tha
zahra Ne Har Namaz main di Hai Tujhe dua
Tu aik Tooti Qabar Hi zahra ko de Saka
Jab dekhte Hain Ujdii Huyi Qabr e Syyada
Lagta Hai Jaisy dhoop main Baithi Hai fatima
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
zahra Wo hi ke Jis ke Pisar hain Hasan Hussain
zahra Wo hi ke Jis ke hain Shauhar Shahe Hunain
zahra Wo hi ke Jo dile Paigambari ka chain
Asia Luta ye chian ke ghar Bar Lut gaya
Ek dill Tha fatima ka Jo 100 Bar kat gaya
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Pehlu Main Apky Hein Hasan Zain Ul Abdeen
Bakhar bhi,aur Jafar e Sadiq bhi hain yahin
Haye Kisi Ki Qabar Salamat Bhi Ab Nahi
Mahshar Main Apna Dard Sunayengi Fatema
Ummat ne Jo Kiya Hai Batengi Fatima
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Gurbat Rasool zadi ki padhti hai Marsiya
Hasrath se takta rahta hai rauza Rasool ka
Aankhon mein Ashq cheekhte hain wa Mohammada
Farshe Aza bichane ko Aa jayye Imam
Zehra ka Gham manane ko aa jayye Imam
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Bibi Tumre Lal ke gamkhwar Aye Hain
Jane Kahan Kahan Se Azadar Aye Hain
Noha Sunane Ap Ke Zawwar Aye Hain
Ye Aarzu Thi Ankon Sy Mitti Lagenye
Socha Na Tha Ke Fateha Pardhne Na Payene
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra
Zawar Chup Hai Sara Baqyia Udas Hai
Karbobla Khamosh Madina Udas Hai
Har Ek Nabi ka Chahny Wala Udas Hai
Bibi Ko Qabar Main bhi Sakun Hai Na Chain Hai
Hai Pasliyon Pe Hath Zuban Par Hussain Hai
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya mazlooma ya zahra
ya masooma ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra – ya zahra….
ya zahra ya zahra ya zahra
ya zahra ya zahra ya zahra