Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar

Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar

Noha Lyrics ka Maqsad aur Iska Asar Noha ek aisi adabi aur jazbaati riwayat hai jo Islam ki azadari ka aham hissa hai. Iska m...

Saturday, July 12, 2025

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

๐Ÿคฒ ANJUMAN-E-ZULFEQARE HAIDERI-MAHOLI

เคนिเคจ्เคฆी เคฎें เคชเคข़เคจे เค•े เคฒिเค ๐Ÿ‘‰เคฏเคนां เค•्เคฒिเค• เค•เคฐें

๐Ÿ•Š️ Sakina ki sadaa hai Arey o shaam walo Arey o kufe walo ๐Ÿ•Š️

Arey o shaam walo Sakina ki sadaa hai
Arey o shaam walo Kafan baba ko de do) x3 Arey o shaam walo



Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Mere pyaare jo amu aj hote 
Kabhi naa is kadar majbur hote 
Gadai karke laate Magar tumse na kehte

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Chacha ka sar ye neze se hata do 
Sare shabbir pe parda urado 
Ye gham Kitna baraa hai Meri maa be ridaa hai

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Mai khatoon-e Jinaa ka aayina Hu Rasan basta asiro be ridaa hu 
Meri janib na dekho Mera kurta phataa hai

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Wo sina mere baba ka kaha hai 
Suna hai bar sare rege tapa ha 
Nahi haye wo sina Kaha soye sakina

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Mere gar ki qanizen ba ridaa hai qayamat ho gayi hum be ridaa hai Sitam kitna bara hai Phuphi Ka sar khula hai

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo

Arey o shaam walo Arey o kufe walo 

Yatimo ko satana kab rawan hai 
Dukhe dil ko dukhana kab rawaa hai Sitam jo chahe karlo Magar ik kam kar do

Arey o shaam walo Kafan baba ko de do Arey o shaam walo



Arey o shaam walo Arey o kufe walo

Rihayi ki tamanna mar chuki hai 
Ye zindaa meri manzil akhri hai 
Magar baba se kehna Ab Aana shaam aana

Arey o shaam-e walo Kafan baba ko de do Arey o shaam-e walo